5 Years Of Yeh Jawaani Hai Deewani! Ranbir Kapoor and Deepika Padukone’s Yeh Jawaani Hai Deewani which was directed by Ayan Mukerji released on 31st May 2013. Today it completes 5 years and it is still one of most loved films. With amazing music, stunning star cast, awesome locations and beautifully written dialogues, this movie catered to youth and was like a breath of fresh air with an amazing concept consisting of friends, family, relationships, marriage!
From Manali road trip to a destination wedding in Udaipur, from being a travel journalist in San Francisco to videographer in Paris, this film gave us goals for everything you wanna see. As the film completes 5 years, let’s get back to 2013 and relive those magical dialogues once again and let’s see how many of them are ‘Bunny and Naina’ dialogues.

1. “ Main udna chahta hun, daudna chahta hun. Girna bhi chahta hun. Bas, rukna nahi chahta.”
2. “Life mein jitna bhi try karo, kuch na kuch toh chootega hi. Isliye yahin, isi pal ka mazza lete hain.”
3. “Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ya waqt ne kiya koi haseen sitam?”
4. “Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hai.”
5. “Mujhe tumse pyaar ho jaega, phir se. Aur tumhe nahi hoga, phir se.”
6. “Kuch logon ke saath rehne se hi sab theek ho jata hai.”
7. “Tu right nahi hai Naina, bas mujhse bahut alag hai.”
8. “Shaadi is daal chawal for pachaas saal till you die. Arey life mein thoda bahut kheema pav, tangdi kebab, hakka noodles bhi hona chahiye na!”
9. “Teri smile kitni dangerous hai pata hai. Mere paas dil hota toh pakka aa jata ispe.”
Trending
10. “Yaadein mithai ke dabbe ki tarah hoti hain, ek baar khula toh sirf ek tukda nahi khaa paoge.”
11. “Ishq meri sehat ke lie accha nahi hai.”
12. “Waqt rukta nahi, beet jata hai aur hum kharch ho jaate hain.”
13. “Khud pe daya karna band karo, aur khud se pyaar karna seekho.”
14. “Kahin pe pahunchne ke lie kahin se nikalna bahut zaruri hota hai. Sahi waqt pe kat lena chahiye, nahi toh gile shiqwe hone lagte hain.”
15. “22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement , aur phir maut ka intezaar, dhat aisi ghisi piti life thodi jeena chahta hoon!”
16. “Tumhare jaisi ladkiyaan flirting ke liye nahi, Ishq ke liye bani hain.”
17. “Badtameezi ek bimaari hai, aisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai, main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata thodi badtameezi hi kar lete hain!”
18. “Tum jaante nahi ki apne purane doston ke saath baith ke wahi purane kisse dohrana kya hota hai!”