Karan Johar is known for directing films which are loaded with human emotions. Starting from Kuch Kuch Hota Hai (1998) to Ae Dil Hai Mushkil (2016), every film of KJo has made us cry. In a good way, of course!
It has been 4 years since the release of Ae Dil Hai Mushkil. The film starring Ranbir Kapoor, Anushka Sharma & Aishwarya Rai Bachchan was about one-sided love and friendship. While the cameo of Shah Rukh Khan and the music of the film was a huge plus point, it was the dialogues which are still remembered by the audience.
Here’s a list of some of the best dialogues from Ae Dil Hai Mushkil which we still love.
Trending
1) Aapke aansoo bade wafadar hain, aapki ijazat ke bina baahar nahi nikalte.
2) Dare hue log aksar alfaazon ke peeche chupte hain.
3) Kuch zakhmon ke karz lafzon se ada nahi hote.
4) Pyaar cancer ki tarah hota hai … bin bulaye aa jaata hai aur maarke chala jaata hai.
5) Ek tarfa pyar ki taqat hi kuch aur hoti hai … auron ke rishton ki tarah yeh do logon mein nahi bat’ti … sirf mera haq hai ispe.
6) Mohabbat karna hamare bas mein nahi hai … us mohabbat se door chale jaana … woh hamare bas mein hai.
7) Aasaan hai kya aisi mohabbat karna … jiske badle mohabbat na mile
8) Pyaar mein junoon hai par dosti mein sukoon hai
9) Main kisi ki zaroorat nahi … khwaish banna chahti hoon
10) Agar baazi ishq ki baazi hai toh joh chahe laga lo … dar kaisa … agar jeet gaye toh kya kehna … agar haare bhi toh baazi maat nahi
11) Log aksar kehte hai na ki dil aur dimaag ke beech mein dil ki sunni chahiye … lekin jab dil toot jaata hai … toh usse behtar advice toh dimaag hi deta hai
12) Kisi ne kabhi aapko suddenly chaata mara hai … phaat … us chaante ko ishq kehte hai … aur woh chaanta aur zor se padta hai jab koi teesra aa jaata hai
13) Ek raat thak toot pyaar ne ek bigde huye bache ki tarah bawaal machaa diya, cheeze todh di, Stupid! Agle din subah dosti ne kya kiya? rooth ke chali gayi. ye sun kar pyaar ki lag gayi.pyaar ko ehsaas hua ke dosti hamesha ke liye jaa rahi hai to woh bhaaga! Taxi, Train… Woh Bhaaga!
How much do you love Ae Dil Hai Mushkil? Let us know in the comments section.