When it comes to Bollywood, what charms us most is those remarkable dialogues. If it weren’t for these “Bhaari” dialogues, the films miss their dramatic effect. While some are funny, some that could make you cry and those that could make you wonder, “Did he just say that?”.
Majorly it was the 80s era that started the whole trend of heavy weight dialogues. If you can’t get over Dharam Paaji’s “Kutte Kamine Main Tera Khoon Pi Jaunga” get ready for more.
Well, here are 18 dialogues that were supposed to be power packed but turned out to be ‘LOL’ Funny!
Yaadon Ki Baarat (1973): Kutte, Kameene, Main Tera Khoon Pee Jaoonga.
Souten (1983): Jinke Ghar Sheeshe Ke Hote Hain, Woh Batti Bujha Ke Kapde Badalte Hain
Kante (2002): Agar Tere Sar Par Bomb Laga Doon, Toh Pehle Kaun Phatega? Tu Ya Tera Sar?
Raja Babu (1994): Itna Zor Se Laafa Marke Mooh Laal Kardoonga, Ki Zindagi Bhar Yeh Paan Khaane Ki Zaroorat Nahi Padegi
Golmaal (1979): Kurta To Purush Ke Uparardh Ki Lajjaniwaran Ke Liye Hota Hai. Bharat Mein 30 Crore Purush Hain, Unmein Se 10 Crore Kurta Pehente Honge. Agar Sab 6” Chota Kurta Pehne To Bharat Ki Vastra Samasya Hal Ho Sakti Hai. Pitaji Lambe Vastra Ke Fashion Ke Virudh The, Unka Kehna Tha Yeh Lambe Vastra Ka Fashion Bahut Hanikarak Hai!
Sharabi (1984): Do Aansoo Ees Aankh Se Gire, Phir Do Oos Aankh Se. Phir Do Ees Aankh Se, Do Oos Aankh Se. Phir Do Oos Aankh Se, Do Oos Aankh Se. Kitne Huye? Nau Lakh Ke Haar Ke Liye, Barah Lakh Ke Aanso? Daddy Hote To Kehte, Vijay Tumhe Business Karna Nahi Aata?
Zanjeer (2013): Mona Darling Apna Mooh Bas Ek Hi Cheez Ke Liye Khola Karo
Once Upon A Time In Mumbaai Dobaara (2013): Doodh Mein Nimboo Jisne Nichora Paneer Uska
Chashme Baddoor (2013): Agar Tum Safed Saree Mein Bindi Lagakar Aa Jao Toh Maa Kasam Ambulance Lagogi
Dabangg (2010): Chedi Singh Hum Tumme Itne Ched Karenge Ki Confused Hojaoge Sans Kahanse Le Aur Pade Kahanse
Shootout At Wadala (2013): Police Ki Goli Mein Itna Loha Hai Ki Ek Baar Thok Di Toh Khoon Mein Kabhi Iron Ki Kami Nahi Hogi
Aashiqui 2 (2013): Sharaab Aise Aadat Hai Ki Ab Nahi Jaane Waali Hai… Yeh Toh Woh Biwi Hai Joh Saath Rehkar Satayegi Aur Talaq Bhi Nahi Degi
Damini (1993): Yeh Dhai Kilo Ka Haath Jab Kisi Pe Padta Hai Toh Aadmi Uthta Nahin Uth Jaata Hai
Karan Arjun (1995): Mere Bete Aayenge, Mere Karan Arjun Aayenge. Zameen Ki Chaati Phad Ke Aayenge, Aasman Ka Seena Cheer Ke Aayenge
Yeshwant (1997): Ek Machhar Aadmi Ko Hijda Bana Deta Hain
Don (1978): Yeh Tum Janti Ho Ki Yeh Revolver Khali Hai … Main Janta Hoon Ki Yeh Revolver Khali Hai … Lekin Police Nahin Janti Ki Yeh Revolver Khali Hai.
Himmatwala (1983): Main Tumhe Kashmir Se Baghakar, Jammu Mein Girakar, Delhi Mein Uthakar, Bhopal Mein Ghumakar, Madras Mein Nachakar, Kanyakumari Mein Thokar Maarkar, Thokar Maarkar… Lanka Ke Samundar Mein Phek Doonga
Rowdy Rathore (2012): Main Jo Bolta Hoon Who Main Karta Hoon Aur Main Jo Nahi Bolta, Who Main Definitely Karta Hoon